Surah Ikhlas quran Majeed ki 112 surah hai, jo ke aik bohat ahem aur makhsoos surah hai. is surah ka mauzo toheed hai aur is mein Allah taala ki ekta aur be shareek honay ki tasdeeq ki gayi hai. yeh surah bohat mukhtasir hai, magar is ki Azmat bohat barri hai, aur is ka matlab hai ke Allah taala ke baray mein hamein wahid aur be shareek samjhna chahiye .
Surah Ikhlas Translation in Urdu
بِسۡمِ ٱللهِ ٱلرَّحۡمَـٰنِ ٱلرَّحِيمِ
قُلۡ هُوَ اللّٰهُ اَحَدٌۚ
ترجمہ : کہو کہ وہ (ذات پاک جس کا نام) الله (ہے) ایک ہے